Showing posts with label Mohabbat Poetry. Show all posts
Showing posts with label Mohabbat Poetry. Show all posts
Tuesday, 5 September 2017
Mohabbat Ab Nahi Hogi
Mohabbat Ab Nahi Hogi
Ye Kuch Din Baad Mein Ho Gi
Sitaray Jo Chamaktay Hain
Kisi Ki Chashm E Hairaan Mein
Mulaqaatain Jo Hoti Hain
Jamaal E Abr O Baaraan Mein
Ye Be abaad Lamhon Mein
Dil E Na shaad Mein Ho Gi
Ye Kuch Din Baad Mein Ho Gi
Guzar Jayen Gay Jab Ye Din
To In Ki Yaad Mein Ho Gi
izhar e mohabbat poetry in urdu mohabbat bhari shayari urdu mohabbat sad shayari urdu shayari mohabbat facebook mohabbat poetry 2 lines mohabbat poetry images mohabbat poetry facebook mohabbat sher urdu urdu sad shayari two lines sad poetry in urdu 2 lines with images sad urdu shayari on life urdu sad ghazals 2 line sad shayari in urdu sad ghazals heart touching ghazal shayari sad two line poetry in english
Sunday, 3 September 2017
Aahat si koi aaye to lagta hai k tum ho
Aahat si koi aaye to lagta hai k tum ho
Saaya koi lehraaye to lagta hai k tum ho
Jub shaakh koi haath lagate hain chaman mein
Sharmaaye lachak jaaye to lagta hai k tum ho
Sandal si mahakti hui purkaif hawa ka
Jhonka koi takraaye to lagta hai k tum ho
Orhe hue taaron ki chamaktee hui chaader
nadiya koi bal khaye to lagta hai k tum ho
Jab raat gaye koi kiran mere barabar
Chupchap si so jaaye to lagta hai k tum ho
urdu poetry love sad urdu love poetry for her love poetry in urdu romantic 2 line love poetry sms urdu romantic poetry love poetry in urdu for girlfriend love poetry in urdu for husband love poetry in urdu images
Saturday, 2 September 2017
Sun Yaara Sun Yaara Tere Ishq Da Chola Paya
Noor Basa In Akhiyon Mein Tera
Kab Hui Teri Mein Rab Jane Mera
Rang Diya Tere Ishq Ne Yun
Ho Gai Mein Tu Hi Tu
Rang Tune Kesa Hai Charhaya
Sun Yaara Sun Yaara
Tere Ishq Da Chola Paya
Sun Yaara Sun Yaara
Tere Ishq Da Chola Paya
Aanchal Mein Bhar Kay Phool Yeh Saare
Khushboo Se Bhar Do Mousam Tumhare
Khush Ho Rahe Hain Sapne Tumhare
Bethe Raho Tum Dharkan Kinaare
Sun Yaara Sun Yaara
Tere Ishq Da Chola Paya
Dil Ki Teh Main Zakham Chupaye Hain
Qadmon Tale Sab Raste Ruke Hain
Khushiyon Ka Say Sir Se Uthay Hain
Sajdon Mein Aansu Saray Chhupaye Hain
Sun Yaara Sun Yaara
Tera Ishq Da Chola Paya
pakistani super hit song lyrics pakistani sad song lyrics pakistani songs lyrics in hindi old pakistani songs lyrics pakistani serial songs free download zindgi tv serial list pakistani national songs lyrics badguman ost full lyrics
DRAMA LYRICS All Pakistani OST Lyrics Pakistani Drama Songs Lyrics Archives
Tuesday, 29 August 2017
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi
Phir kya huwa yeh naa puchho, kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi
Woh achanak aa gayi,
Yun nazar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Chehare pe zulfen,
Bikhari huyi thi, din mein raat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi
Janeman janejigar hota main shayar agar,
Kehta gajhal teri adao par
Maine yeh kaha toh mujhse
Kafa woh jane hayat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi
Khubsurat baat yeh char pal ka sath yeh,
Sari umar mujhko rahega yaad
Main akela tha magar, ban gayi woh hamsafar,
Woh mere sath ho gayi
Ek ajnabi hasina se yun mulakat ho gayi.
Monday, 28 August 2017
Mohabbat Tumse Nafrat Hai
Ishq se Ishq Ki Rooh
Khuda na Puche Koyi
Ashaq aankhon mein
Utha ke wo gira deta hai
Jabb bhi pucha hain ke
Anjaam-muhabbat kiya hai
Dil banata hai wo
Phir dil ko matta deta hai
Mohabbat ki kahani mein
Kahan ye mor Aty hain
Ke Jinn Ko Dil Mein Rakhte Hain
Wohi dil tor jatein hain
Tumhara Naam le le kar
Tarpna kiya sulaghna kiya
Muhabbat Tum Jo Ho Jao
Toh Milna Kiya Becharna kiya
Yeh Kia ke tum banati ho
Bana kar tum mitati ho
Yehi hain chochlein tere
Log mefil chor jatay hain
Jin ko dil main rakhte hain
Wohi Dil tor jatein hain
Chalo hum pas rakh le gay
Teri batein teri yaadein
Muhabbat Tere Sadke Mein
Yehi Milti hain soghatein
Hanse Gay Dil se mil kar hum
Gale Dil Ko Lagaye gay
Tujhe Hum yaad kar lein gay
Tujhe Hum Bhool Jayein Gay
Chalo Manzil se Pehlay Hum
Yeh rasta mor jatein hain
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
hawa ki sarsarahat si
giray patton ki aahat si
koi awaz aati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Duain beasar jaisi
kisi khali nazar jaisi
Udasi pheal jati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Mohabbat barishon mein bighti larki k jaisi hai
kai rangon k pholon mein chopi kirki k jaisi hai
kisi ko mil bhi jati hai
kisi se kho bhi jati hai
yonhi hansti rolati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Chalo hum mil k in piyase sarabon se guzar jayein
Chalo ek bar phir pichle zamano mein utar jayein
kasak pichli mohabbat ki
Talab un guzishta chahat ki
Nazar mein jhel milati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Wafa k raste duniya se ho kar kyun guzarte hain
Sabhi jazbe na jane kyun fana k ghat utarte hain
ye duniya dil k khabon par duaon k sarabon par sada bijli girati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai







